1. वक़्त की जो क़दर नहीं करता वक़्त भी उसकी क़दर नही करता
Waqt ki jo qadar nahi karta waqt bhi uski qadar nahi karta.
2. तक़्दीर हमेशा उन लोगो के साथ होती है जो वक़्त की क़दर करते है
Taqdeer hamesha un logo ke saath hoti hai jo waqt ki qadar karte hai.
3.वक़्त किसी की जायदाद नहीं होती
Waqt kisi ki jaydad (property)nahi hoti.
4. वक़्त ऐसा लम्हा है जो इन्सान को बना भी सकता है और गँवा ( खो ) भी सकता है
Waqt aisa lamha hai jo insan ko bana bhi sakta hai aur ganwa ( kho ) bhi sakta hai.
5.वक़्त को ठोकर मारने वाले हमेशा दुसरो की ठोकर में होते है
Waqt ko thokar maarne wale hamesha dusro ki thokar me hote hain .
6.वक़्त की रफ़्तार इतनी तेज़ है के उसको दुनिया की कोई भी चीज़ नहीं हरा सकती
Waqt ki raftaar itni tez hai ke usko duniya ki koi bhi chiz nahi hara sakti .
7.वक़्त की मशीन का हर टुकड़ा सोने की तरह कीमती है
Waqt ki machine ka har tukda sone ki tarha qeemti hai .
0 comments:
Post a Comment