स्कूल की घंटी बच्चो की हिन्दी कविता
हंसतो को रुला देती है स्कूल की घंटी
हर वक़्त नज़र रहती है बेताब घडी पर
हर वक़्त सदा देती है स्कूल की घंटी
है वक़्त की पाबंद उठाती नही इल्ज़ाम
सोतो को जगा देती है स्कूल की घंटी
जब बोर बहुत करता है period तो उसी दम
क्या खूब मजा देती है स्कूल की घंटी
रेसेस में थोड़ी देर चहेकने नही देती
झट शोर मचा देती है स्कूल की घंटी
छुट्ठी भी अजब चीज़ है बच्चो को घडी भर
गुलफाम बना देती है स्कूल की घंटी
इतवार को भी चैन से सोने नही देती
ख्वाबों में टन टनाती है स्कूल की घंटी
सच तो यही है जान ले बच्चो को ऐ दुलार
इन्सान बना देती है स्कूल की घंटी
School Bell Children Poem In Hindi
Roto ko hansa deti hai school ki ghanti
Hansto ko rula deti hai school ki ghanti
Har waqt nazar rahti hai betaab ghadi par
Har waqt sada deti hai school ki ghanti
Hai waqt ki paband uthati nahi ilzaam
Soto ko jaga deti hai school ki ghanti
Jab boar bahut karta hai period to usi dam
Kya khoob maza deti hai school ki ghanti
Reses me thodi der chahekne nahi deti
Jhat shor macha deti hai school ki ghanti
Chutthi bhi ajab cheez hai bachho ko ghadi bhar
Gulfaam bana deti hai school ki ghanti
Itwaar ko bhi chain se sone nahi deti
Khwabon me tan tanati hai school ki ghanti
Sach to yahi hai jaan le bachho ko aye Dulaar
Insaan bana deti hai school ki ghanti
WAAH KYA KAHNE
ReplyDeleteSCHOOL KE DIN HI AUR THEY